Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts
Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts

Monday, 7 September 2015

Wednesday, 19 August 2015

Ahmed Faraz Poetry

Ahmed Faraz
Mera Us Shehr e Adawat Main Baseera Hain Jahan
Log Sajdon Main Bhi Logon Ka bura Sochte Hain.

Friday, 31 July 2015

Saturday, 23 November 2013

Friday, 19 July 2013

Friday, 5 July 2013

Kahan Tak Suno Gay

Kahan tak Suno gay?
Kahan tak Sunaoun...??

Be - Lutff Zindgi hai...
Mere Yaar Tere Baghair...

Thursday, 4 July 2013

Mere Dil mein reh kar


Dil Me Reh Kar Dil Dukhatay Ho...!

     

Apna Muqaam Dekho Aur Kaam Dekho...
    

Monday, 3 December 2012

Do Char Ghari Baatein

Aashiq Ki Bhi Kat Ti Hain Kya Khoob Taraf Raatein_________

Do Char Ghari Rona, Do Char Ghari Baatein__________!!!
 

Friday, 16 December 2011

Bekhawabi ke aadhi hum bhi

Bekhawabi ke aadhi hum bhi
Jab se hoye hain
Khawab suhaanay bikher gay hain
Guriyaan aur patolay jab se
Choote tab se�
Meet puranay bichar gay hain
Such poocho to�.
Dil to apna ab bhi chaye
Maazi apna palat aye
Ankh macholi khelien phir se
Lekin janaa�.
Ab yeh sab kuch kab mumkin hai
Umar ke pul ke neechay se to
Khasa pani ghuzar chuka hai
Chardta darya utar chuka hai




Saturday, 3 December 2011

lamha lamha


W0h lamha lamha mjhe beqrar krta hai

main kaise maan loon wo mujhse piyar krta hai

Aajb saleeke se unse dia faraib mujhye

Aan0khe Rang se woh dil pe waar krta hai

Na be niyazi ki had na qurbata0n ka shumar

woh jo b krta hai Be ikhtyar krta hai

usey khabar na hui kia guzr gai mujh par

jo mera h0ny k dawe hzar krta hai

main aitbar kroon b to kis tarah :-(

w0h wada krta hai 0r bar bar krta hai ,,,,





Sunday, 20 November 2011

Wednesday, 26 October 2011

Tuesday, 25 October 2011

Woh bhi ro de gaa

Woh bhi ro de gaa ussey haal sunaaien kaisy

Mom kaa ghar hai chraaghon ko jlaaien kaisy

Bojh hotaa jo ghamon kaa to uthaa hi lety

Jab Zindagi bojh bani ho to uthaien kaisy



Wednesday, 19 October 2011

Be-khuloos log

Be-khuloos logo'n se ijtnaab karnaa hai *
Mujhy Apne rishto'n kaa Ehtisaab karnaa hai *

Usy bhool jaana hai yaa Usy yaad rakhna hai *
Dukh to ik jaisaa hai bs inteekhaab krnaa hai *